Interesting Facts about Depression in Urdu
Here, you will read interesting and funny psychological
facts about depression in Urdu. This page contains interesting information
about human psychology in Urdu. Read what people do, when they are in
depression in Urdu!
1. Depression Mardon Mein Zyada Hota Hai Ya Khawateen Mein?
Khawateen mein mardon ke muqable mein depression ka imkaan 2 guna ziada hota hai.
خواتین میں مردوں کے مقابلے میں ڈپریشن کا امکان دو گنا زیادہ ہوتا ہے۔
2. Depression Ke Shikaar Logon Mein Kin Bimariyon Ka Imkaan Zyada Hota Hai?
Jo log depression ka shikaar hote hain, un mein aam logon ke muqable mein zukam jaisi bimariyon ka imkaan zyada hota hai.
جو لوگ ڈپریشن
کا شکار ہوتے ہیں، ان میں عام لوگوں کے مقابلے میں زکام جیسی بیماریوں کا امکان زیادہ
ہوتا ہے۔
3. Depression Kis Umar Ke Logon Ko Zyada Hota Hai?
Depression umar, maqam ya samaji haisiyat ke baghair tamam logon ko mutasir karta hai.
ڈپریشن عمر، مقام
یا سماجی حیثیت کے بغیر تمام لوگوں کو متاثر کرتا ہے۔
4. Aik Se Zyada Takion Ke Sath Sone Ka Kya Matlab Hai?
Jo log kayi takion ke saath sote hain woh aksar tanha aur afsurda hote hain.
جو لوگ کئی تکیوں
کے ساتھ سوتے ہیں وہ اکثر تنہااور افسُردہ ہوتے ہیں۔
5. Khawateen Depression Mein Kya Karti Hain?
Jab khawateen depression mein hoti hain to woh aksar khud ko qasoor-war mehsoos karti hain, zyada soti hain, zyada khati hain aur un ka wazan barh jata hai.
جب خواتین ڈپریشن میں ہوتی ہیں تو وہ اکثر خود کو قصوروار محسوس کرتی ہیں، زیادہ سوتی بیں، زیادہ کھاتی ہیں اور اُن کا وزن بڑھ جاتا ہے۔
6.Paltu Janwaron Ke Sath Waqt Kyon Guzarna Chahiye?
Paltu janwaron ke sath waqt guzarana depression ko kam karta hai.
پالتو جانوروں
کے ساتھ وقت گزارنا ڈپریشن کو کم کرتا ہے۔
7. Logo Ko Is Waqt Sab Se Pehla Dar Kis Cheez Ka Hai?
Is waqt logon ke darmiyan mout sirf doosra sab se aam khauf hai, pehla dar ab nakami (Failure) hai.
اس وقت لوگوں کے
درمیان موت صرف دُوسرا سب سے عام خوف ہے، پہلا ڈر اب ناکامی ہے۔
8. Zyada Khush Rehne Se Kya Hota Hai?
Aap jitne zyada khush rahain gay, roz-marrah (Everyday) ki zindagi mein kaam karne ke liye aap ko utni hi kam neend ki zarurat hogi.
آپ جتنے زیادہ خوش رہیں گے روزمرہ کی زندگی میں کام کرنے کے لیے آپ کو اُتنی ہی کم نیند کی ضرورت ہو گی۔
0 Comments