Psychological Facts about Relationships in Urdu
This page contains psychological facts about relationships in Urdu. Here, you will read amazing and interesting human psychology facts about relationships in Urdu. Read funny and beautiful facts about relationships!
1. Kin logon ke rishte zyada dair tak chalet hain?
Wo joray jo behtreen dost hote hain un ke rishte zyada dair
tak chalte hain.
وہ جوڑے جو بہترین
دوست ہوتے ہیں ان
کے رشتے زیادہ دیر
تک چلتے ہیں۔
2. Kis baat ka izhaar rishte ki mazbooti mein izafa kar sakta hai?
Rishte mein shukar-guzari (Gratitude) ka izhaar rishte ki
mazbooti mein izafa kar sakta hai.
رشتے میں شُکرگزاری کا
اظہار رشتے کی مظبوطی
میں اضافہ کر سکتا
ہے۔
3. Kin joron ke taluqaat mazboot hote hain?
Wo joray jo akṭhe hanste hain un ke taluqaat maẓbooṭ hote
hain.
وہ جوڑے جو اکٹھے
ہنستے ہیں اُن کے
تعلقات مظبوط ہوتے ہیں۔
4. Logon mein konsa rujhan zyada hai?
Logon mein yeh rujhan hai ke woh rishte ke ibtidai marahil
mein apne shareek-e-hayat (Life Partner) ko misali bana laitay hai.
لوگوں میں یہ رجحان
ہے کہ وہ رشتے
کے ابتدائی مراحل میں
اپنے شریک حیات کو
مثالی بنا لیتے ہیں۔
5. Kin logon ka rishta zyada sehat mand hota hai?
Jo log aik doosre par hamla karne ki bajaye masla hal karne
par tawajjuh markooz karte hain, un ka rishta zyada sehat-mand hota hai.
جو لوگ ایک دوسرے
پر حملہ کرنے کی
بجائے مثلہ حل کرنے
پر توجہ مرکوز کرتے
ہیں اُن کا رشتہ
زیادہ صحت مند ہوتا
ہے۔
6. Sacha pyar kitni dair tak intezar kar sakta hai?
Sacha pyar apne meḥboob ke liye 10 saal se zyada tak intezar
kar sakta hai. Kabhi kabhi yeh intezar 50 saalon se bhi zyada tak ho sakta hai.
سچا پیار اپنے محبوب کے لیے دس سال سے زیادہ تک انتظار کرسکتا ہے۔ کبھی کبھی یہ انتظار پچاس سالوں سے بھی زیادہ تک ہو سکتا ہے۔
7. Kya aik mazboot rishte mein larai ho sakti hai?
Takrar ya larai kisi bhi rishte ka aik hissa hai.
تکرار یا لڑائی کسی
بھی زشتے کا ایک
حصہ ہے۔
8. Stress ya tanao ka kisi rishte par kya asar hota hai?
Bohat zyada tanao (Stress) ka rishte par bura asar ho sakta
hai.
بہت زیادہ تناؤ کا
رشتے پر بُرا اثر
ہو سکتا ہے۔
0 Comments