Psychological Facts in Urdu Words

 

Psychological Facts in Urdu Words


Human Psychology Facts in Urdu

This page contains interesting psychological facts in Urdu and Roman Urdu. Here, you will read human psychology facts in Urdu. Here are interesting and amazing facts about human psychology.


1. Insani Dimagh Kab Kaam Karta Hai?

Insani dimagh aik intihai paicheeda nizaam hai jo musalsal kaam karta rehta hai. Yeh jism ke sirf 2 fesad wazan ka haamil hota hai lekin isay kaam karne ke liye jism ki kul tawanai ka 20 fesad hissa darkaar hota hai.


انسانی دماغ ایک انتہائی پیچیدہ نظام ہے جو مسلسل کام کرتا رہتا ہے۔ یہ جسم کے صرف دو فیصد وزن کا حامل ہو تا ہے لیکن اسے کام کرنے کے لئے جسم کی کُل توانائی کا بیس فیصد حصہ درکار ہوتا ہے۔


2. Neend Ke Doran Dimagh Kya Karta Hai?

Neend ke doran dimagh din bhar ki yadaashton ko munaazam karta hai aur is tarah unhen taweel mudati yadasht mein muntaqil karta hai.


نیند کے دُوران دماغ دن بھر کی یاداشتوں کو منظم کرتا ہے اور اس طرح انہیں تویل مُدتی یاداشت میں منتقل کرتا ہے۔


3. Muskurahat Kya Karti Hai?

Muskurahat aik aisa amal hai jo nah sirf aap ke mood ko behtar banati hai balke doosron par bhi musbat asar chhor ti hai.


مسکراہٹ ایک ایسا عمل ہے جو نہ صرف آپ کے موڈ کو بہتر بناتی ہے بلکہ دُوسروں پر بھی مثبت اثر چھوڑتی ہے۔


4. Log Aap Ke Baare Mein Pehla Tasur Kitne Waqt Mein Banate Hain?

Log aap ke baare mein pehla tasur sirf kuchh seconds mein banate hain. Is mein aap ki zahiri shakal, libaas aur baat cheet ka andaaz shamil hota hai.


لوگ آپ کے بارے میں پہلا تاثرصرف کچھ سیکنڈز میں بناتے ہیں۔ اس میں آپ کی ظاہری شکل، لباس اور بات چیت کا انداز شامل ہوتا ہے۔


5. Kya Khawab Dekhna Zaroori Hai?

Khawab dekhna dimagh ki sehat ke liye zaroori hai. Yeh dimagh ko aaram faraham karta hai aur yadasht ko mazboot banata hai.


خواب دیکھنا دماغ کی صحت کے لئے ضروری ہے۔ یہ دماغ کو آرام فراہم کرتا ہے اور یاداشت کو مضبوط بناتا ہے۔


6. Musbat Soch Kya Karti Hai?

Musbat soch aap ki zindagi ko behtar banane mein madad kar sakti hai. Yeh aap ki khud itimad ko barhati hai aur mushkilaat se nimtne ki salahiyat ko behtar banati hai.


مثبت سوچ آپ کی زندگی کو بہتر بنانے میں مدد کر سکتی ہے۔ یہ آپ کی خودعتمادی کو بڑھاتی ہے اور مُشکلات سے نمٹنے کی صلاحیت کو بہتر بناتی ہے۔


7. Log Jab Jhoot Bolte Hain To Kya Karte Hain?

Aksar log jab jhoot bolte hain to un ki aankhein harakat karti hain ya woh apne chehre ko chhupanay ki koshish karte hain.


 اکثر لوگ جب جھوٹ بولتے ہیں تو اُن کی آنکھیں حرکات کرتی ہیں یا وہ اپنے چہرے کو چھپانے کی کوشش کرتے ہیں۔

8. Seekhne Ki Konsi Umar Hoti Hai?

Seekhne ki koi umar nahin hoti. Insan zindagi bhar nai cheezein seekh sakta hai aur apna dimagh teez rakh sakta hai.


سیکھنے کی کوئی عمر نہیں ہوتی۔ انسان زندگی بھر نئی چیزیں سیکھ سکتا ہے اور اپنا دماغ تیز کر سکتا ہے۔


Human Psychology Facts about Dreams in Urdu

Post a Comment

0 Comments