8 Interesting Facts about Human Brain in Urdu
Here, on this page, you are going to read 8 very interesting
questions and answers about human brain in Urdu. These 8 questions and answers
contain interesting psychological facts about human brain. Read these amazing,
funny and informative psychological facts about human brain in Urdu and Roman
Urdu words!
1. Insani dimagh (Brain) Oxygen ke baghair kitni dair tak zinda reh sakta hai?
Insani dimagh Oxygen ke baghair taqreeban 5 se 10 minutes
tak zinda reh sakta hai.
انسانی
دماغ آکسیجں کے بغیر
تقریباً 5 سے 10 منٹ تک
زندہ رہ سکتا ہے۔
2. Insani dimagh pani (Water) ke baghair kitni dair tak zinda reh sakta hai?
Insani dimagh
pani ke baghair 2 din tak zinda reh sakta hai.
انسانی
دماغ پانی کے بغیر
2 دن تک زندہ رہ
سکتا ہے۔
3. Insani dimagh neend (Sleep) ke baghair kitni dair tak zinda reh sakta hai?
Insani dimagh
neend ke baghair 11 dinon tak zinda reh sakta hai.
انسانی دماغ نیند کے بغیر 11 دنوں تک زندہ رہ سکتا
ہے۔
4. Insani dimagh khuraak (Food) ke baghair kitni dair tak zinda reh sakta hai?
Insani dimagh khuraak ke baghair 20 dinon tak zinda reh
sakta hai.
انسانی
دماغ خوراک کے بغیر
20 دنوں تک زندہ رہ
سکتا ہے۔
5. Kya umer (Age) ke sath sath insani dimagh chhota hota jata hai?
Umer ke sath sath insani dimagh chhota hota jata hai.
عُمر کے ساتھ ساتھ
انسانی دماغ چھوٹا ہوتا
جاتا ہے۔
6. Aik nozaida (Newborn) bache ke dimagh ka wazan kitna hota hai?
Aik nozaida
bache ke dimagh ka ostan wazan 350 se 400 gram hota hai.
ایک نوزائیدہ بچے کے دماغ
کا اوسطا وزن 350 سے
400 گرام ہوتا ہے۔
7. Kya mard aur aurat ke dimagh mein farq hota hai?
Mard ka dimagh aurat ke dimagh se 10% barha hota hai.
مرد کا دماغ عورت
کے دماغ سے 10 فیصد
بڑا ہوتا ہے۔
8. Kya insani dimagh bohat mazboot (Strong) hota hai?
Insani dimagh bohat hassas (Sensitive) aur nazuk (Delicate)
hota hai. Isi liye dimagh ko bohat hifazat ki zaroorat hoti hai.
انسانی
دماغ بہت حساس اور
نازُک ہوتا ہے۔ اسی
لیے دماغ کو بہت
حفاظت کی ضرورت ہوتی
ہے۔
0 Comments