Psychological Facts about Brain in Urdu Words

 

Psychological Facts about Brain in Urdu Words


Psychological Facts about Brain in Urdu

This page contains psychological facts about brain in Urdu. Here, you will read interesting human psychology facts about brain in Urdu. These are very interesting and funny psychological facts about human brain. Find amazing and funny psychological facts in Urdu and Roman Urdu words!


1. Insani dimagh kitnay fesad pani hai?

Aap ka dimagh (Brain) 73% pani hai.


آپ کا دماغ 73 فیصد پانی ہے۔


2. Insani dimagh ka wazan kitna hota hai?

Insani dimagh ka wazan sirf 3 Pounds hota hai.


انسانی دماغ کا وزن صرف 3 پاؤنڈ ہوتا ہے۔


3. Insani dimagh kitni bijli (Electricity) paida karta hai?

Insani dimagh 12 se 25 Watts bijli paida karta hai.


انسانی دماغ 12 سے 25 واٹ بجلی پیدا کرتا ہے۔


4. Albert Einstein ke dimagh ka wazan kitna tha?

Albert Einstein ke dimagh ka wazan sirf 2.71 pounds tha.


البرٹ آئن سٹائن کے دماغ کا وزن صرف 2.71 پاؤنڈ تھا۔


5. Kya aik insan apnay dimagh ka sirf 10% istemal karta hai?

Yeh jhoot hai keh aik insan apnay dimagh ka sirf 10% istemal karta hai.


یہ جھوٹ ہے کہ ایک انسان اپنے دماغ کا صرف 10 فیصد استعمال کرتا ہے۔


6. Kya bara dimagh chhote dimagh se zyada hoshiyar hota hai?

Is baat ka koi saboot nahin hai ke aik bara dimagh chhote dimagh se zyada hoshiyar (Intelligent) hota hai.


اس بات کا کوئی ثبوت نہیں ہے کہ ایک بڑا دماغ چھوٹے دماغ سے زیادہ ہوشیار ہوتا ہے۔


7. Kya umar ka yadasht ke sath koi taluq hota hai?

Tehqeeq ke mutabiq, umar barhnay ke sath sath nai cheezon ko yaad rakhna mushkal ho jata hai.


تحقیق کے مطابق، عمر بڑھنے کے ساتھ ساتھ نئی چیزوں کو یاد رکھنا مشکل ہو جاتا ہے۔


8. Insani dimagh kitnay fesad charbi (Fat) par mushtamil hota hai?

Insani dimagh 60% charbi (Fat) par mushtamil hota hai.


انسانی دماغ 60 فیصد چربی پر مشتمل ہوتا ہے۔


Mind Blowing Psychological Facts in Urdu Language

Post a Comment

0 Comments