Psychological Facts about Human Behavior in Urdu
This page contains psychological facts about human behavior
in Urdu. Here, you will read interesting human psychology facts about human
behavior in Urdu. These are very interesting and funny psychological facts
about human behavior. Read these amazing and funny psychological facts about
human behavior in Urdu and Roman Urdu words!
1. Jab logon ko iqtidar milta hai to kya hota hai?
Jab iqtidar ya control logon ke hath mein aa jata hai, to
woh doosron ko haqeer samjhna shuru kar dete hain.
جب اقتدار یا کنٹرول
لوگوں کے ہاتھ میں
آجاتا ہے تو وہ
دوسروں کو حقیر سمجھنا
شروع کر دیتے ہیں۔
2. Kya jis ke paas zyada doulat (Money) ho wo zyada khush hota hai?
Jis ke paas
zyada doulat ho wo zyada khush nahin hota, balke zyada khush wo hota hai jis ke
paas apnay parosi se zyada doulat ho.
جس کے پاس زیادہ
دولت ہو وہ زیادہ خوش نہیں ہوتا بلکہ زیادہ خوش وہ ہوتا ہے جس کے پاس اپنے پڑوسی سے
زیادہ دولت ہو۔
3. Insan aik waqt par kitni cheezon ko yaad kar sakta hai?
Aap aik waqt
par sirf 3 se 4 cheezon ko yaad kar sakte hain.
آپ ایک وقت پر
صرف 3 سے 4 چیزوں کو یاد کر سکتے ہیں۔
4. Video Games khelne se kya hota hai?
Psychology ke
mutabiq Video Games khelne se aap zyada zaheen hote hain.
سائیکولوجی کے
مطابق ویڈیو گیمز کھیلنے سے آپ زیادہ زہین
ہوتے ہیں۔
5. Zyada tar driveron ki raye (Opinion) kya hai?
Zyada tar
driver sochte hain ke woh doosre driveron se behtar hain.
زیادہ تر ڈرائیورسوچتے
ہیں کہ وہ دوسرے ڈرائیوروں سے بہتر ہیں۔
6. Log kis cheez se zyada darte hain?
Aik andazay
ke mutabiq, zyada tar log makriyon (Spiders) se darte hain.
ایک اندازے کے
مطابق، زیادہ تر لوگ مکڑیوں سے ڈرتے ہیں۔
7. Duniya mein sab se zyada kis umar ke log Depression ka shikar hotay hain?
Duniya bhar
mein 18 se 33 saal ki umar ke logon mein Depression ki sabse zyada shara (Rate)
hai.
دنیا بھر میں
18 سے 33 سال کی عمر کے لوگوں میں ڈپریشن کی سب سے زیادہ شرح ہے۔
8. Ustad kis ke samne apni galti tasleem nahin karte?
Ustad
(Teachers) shagirdon (Students) ke samne apni galti tasleem nahin karte.
استاد شاگردوں کے سامنے اپنی غلطی تسلیم نہیں کرتے۔
0 Comments