Insani Jism Ke Bare Mein Dilchasp Maloomat
On this page, you are going to read about 8 psychological
questions and answers about human body in Urdu language. These informative
question and answers (maloomati sawal jawab) contain 8 very interesting and
important facts in Urdu language about human body. These are common and
interesting facts about our body but we don’t know.
1. Dil aik din mein kitni baar dharakta (Beat) hai?
Dil aik din mein taqreeban 100,000 baar dharakta hai.
دل ایک دن میں
تقریبا 100,000 بار دھڑکتا ہے۔
2. Kya hathon aur pairon ke nakhun aik tarah se barhtay (Grow) hain?
Hathon
(Hands) ke nakhun (Nails) pairon ke nakhunon se taqreeban 4 guna zyada barhtay
hain.
ہاتھوں
کے ناخن پیروں کے
ناخنوں سے تقریبا 4 گُنا
زیادہ بڑھتے ہیں۔
3. Insan aik din mein kitni baar aankh (Eye) jhapakta (Blink) hai?
Insan aik din
mein taqreeban 15,000 baar ankh jhapakta hai.
انسان ایک دن میں
تقریبا 15,000 بار آنکھ جھپکتا ہے۔
4. Insan ke munh (Mouth) mein mojood bacteria ki tadad kya hai?
Insan ke munh
mein taqreeban 40,000 bacteria mojood hotay hain.
انسان کے منہ میں
تقریبا 40,000 بیکٹیریا موجود ہوتے ہیں۔
5. Kya umer ke sath sath insan ki aankhen (Eyes) bhi barhti hain?
Insan ki
aankhon ka size sari umer wo hi rehta hai jo pedaish (Birth) ke waqt hota hai.
انسان کی آنکھوں
کا سائز ساری عُمر وہ ہی رہتا ہے جو پیدائش کے وقت ہوتا ہے۔
6. Kya hamaray kaan (Ears) umer ke sath sath barhtay rehtay hain?
Hamaray kaan
umer ke sath sath barhtay (Grow) rehtay hain.
ہمارے کان عُمر
کے ساتھ ساتھ بڑھتے رہتے ہیں۔
7. Kya insan ki naak (Nose) bhi umer ke sath sath barhti rehti hai?
Insan ki naak
bhi umer ke sath sath barhti (Grow) rehti hai.
انسان کی ناک بھی
عمر کے ساتھ ساتھ بڑھتی رہتی ہے۔
8. Insan ke daant (Teeth) kitne mazboot (Strong) hotay hain?
Insan ke
daant itnay hi mazboot hotay hain jitney Shark ke daant mazboot hotay hain.
انسان کے دانت
اتنے ہی مضبوط ہوتے ہیں جتنے شارک کے دانت مضبوط ہوتے ہیں۔
0 Comments