8 Interesting Psychological Facts about Men in Urdu
Have you ever wondered about the intricacies of the male
mind? Often perceived as simple creatures, men possess a complex psychological
landscape that's both intriguing and misunderstood. In this article, we'll
delve into eight fascinating psychological facts in Urdu language about men
that might surprise you. From their emotional expressions to their social
interactions and thought processes, this article will explore the nuances of
male psychology in Urdu.
1. Zyada tar larkay (Boys) kis ki tarah banna (To Become) chahte hain?
Larkay zyada tar apne baap (Father) ki tarah banna pasand
kartay hain.
لڑکے زیادہ تر اپنے
باپ کی طرح بننا
پسند کرتے ہیں۔
2. Kya mard sheesha dekhna pasand kartay hain?
Psychology ke
mutabiq, aurton (Women) ki nisbat mard khud ko sheeshay mein 2 guna zyada
dekhtay hain.
سائیکولوجی
کے مطابق، عورتوں کی
نسبت مرد خود کو
شیشے میں 2 گُنا زیادہ
دیکھتے ہیں۔
3. Mard aik din mein kitnay alfaz (Words) bolta hai?
Mard aik din
mein taqreeban 2,000 alfaz bolta (Speak) hai.
مرد ایک دن میں
تقریبا 2,000 الفاظ بولتا ہے۔
4. Kya mard zyada khud kashi kartay hain?
Tehqeeq ke
mutabiq, mardon mein khud kasha karnay ka imkaan (Possibility) zyada hota hai.
تحقیق کے مطابق،
مردوں میں خود کشی کرنے کا امکان زیادہ ہوتا ہے۔
5. Duniya bhar mein mardon ki osat umer (Average Age) kya hai?
Duniya bhar
mein mardon ki osat umer 68 saal hai.
دنیا بھر میں مردوں
کی اوسط عُمر 68 سال ہے۔
6. Kya mardon ki naak (Nose) bari hoti hai?
Mard ki naak
(Nose) aurat ki naak se 10% bari hoti hai.
مرد کی ناک عورت کی ناک سے 10 فیصد بڑی ہوتی ہے۔
7. Mard aik din mein kitnay jhoot bolta hai?
Tehqeeq ke
mutabiq, mard aik din mein taqreeban 6 jhoot bolta hai.
تحقیق کے مطابق،
مرد ایک دن میں تقریبا 6 جھوٹ بولتا ہے۔
8. Mard aik minute mein kitni dafa aankh (Eye) jhapaktay (Blink) hain?
Mard aik
minute mein taqreeban 11 baar aankh jhapaktay hai.
مرد ایک منٹ میں تقریبا 11 بار آنکھ جھپکتے ہیں۔
0 Comments